Toofaani Hawa – Papon Testo della canzone

Il Testo della canzone di:
Toofaani Hawa – Papon

Toofaani, toofaani hawa
Badlegi, paani hawa
Nayi nayi, nayi hawa
Kar jaayegi kuch yahi hawa

Saara jahan hamara
Saare jahan se achchha
Kya chahiye hume ye bata
Jungle parwat honge
Sagar nadiyan hongi
Hum to hain toofaani hawa

Humme pahre jaruka
To ye Toofaani jhoka
Kar jayenge rahi kuch naya

Saara jahan hamara
Saare jahan se achchha
Kya chahiye hume ye bata

Seer, hai na pair
Going no where
Soch hai sochu to
Patte, hai sukhe khayal
Bante hai sau sawal
Koi puchho to

Jab bhi kuch bigde
Toh hi kuch bane
Hum to bigde hi hai
Toh ab kuch bane naya

Saara jahan hamara
Yahan wahan hamara
Bahte hai hum toofaani hawa

Toofaani, toofaani hawa
Udayegi, jawani hawa
Nayi nayi, nayi hawa
Gum ke aagayi wahi hawa

Har din, seedhiyon pe
Why see then juul
Like it wasn't school

Nayi hai life nayi hai
Give her a look
Just don't go by the book

Dil hai mera, mera hi rahe
Chahe to kuch din udhaar pe laga

Dil doobara humara
Tute kabhi toh yaara
Phir dekho na toofaani hawa

Toofaani, toofaani hawa
Badlegi, paani hawa
Toofaani, Toofaani hawa
Phir se aagayi wahi hawa

Ecco una serie di risorse utili per Papon in costante aggiornamento

Pubblica i tuoi Testi!
Contattaci: [email protected]

Commenti

Lascia un commento

Il tuo indirizzo email non sarà pubblicato. I campi obbligatori sono contrassegnati *